ussd code of all service provider of india-ab aap ko bataunga ki sabhi service provider ke ussd codes kya he aur usko kis tarah se istemaal kare ye sari jaankari niche mojud he

USSD codes
USSD codes

USSD code. hamari aaj ki post ussd codes ke baare me he. India me hamaare service provider ke ussd codes kya he woh me aapko batana chahunga.mere pass sari company's ke ussd codes available he. jyadatar logo ko codes malum nahi hote he aur woh confusion me aa jaate he isiliye hamaare readers ko ussd codes hamari website par hi available karvaaye jaaye ye bahot accha rahega isliye ye me codes apne readers ke liye khaas tohfe ke rup me dena chahta hu jissey ki jisko code maalum nahi he woh log yaha dekh kar uska istemaal kare......[...]
free recipes how to cook brinjal pakoda salsa? best cooking tips for women. always new cooking tips.
USSD code. mene aapko pehle hi bataya ki mere pass sari company's ke ussd codes mojud he lekin me aapko thode thode karke dena chahunga baaki ke codes me aapko agli post me dunga filhaal me aapko idea,vodafone,aircel,airtel,reliance,telenor aurbsnl ke codes dunga jo niche diye gaye he. usko aap dekhkar use kare. yahape har tarah ke codes aapko mil jaayenge.


► Idea ◄
1. Balance check karne ke liye- *212# or *130# or *123#
2. Idea service menu ke liye-  *147#
3. Idea cellular number jaanane ke liye- *789# or *100# or *1#
4. Idea cellular gprs ko activate karne ke liye- sms 'FRESH' to 4666  
5. Idea customer care or mobile number-   198 or 12345
6. Idea cellular gprs ko activate karne ke liye- sms 'FRESH' to 4666 
7. Call waiting activate/deactivate karaane ke liye-*43# 
8. Idea live tv activate karaane ke liye- sms '3G TV' to 54777
9. Ac balance jaanane ke liye-*456# or *457#
10. Gprs ka balnce dekhane ke liye-*125# or *131*3#
11. 3G activate karaane ke liye- sms 'ACT3G' to 12345
12. 3G deactivate karaane ke liye- sms 'DEACTIVE3G' to 12345
13. 5 rs loan lene ke liye- *165*#  
14. Idea cellular menu ke liye-*111#                   
15. 20mb loan lene ke liye- *150*773#
16. Hunny bunny tone ke liye- sms 'HB' to 56789
17. Gprs setting ke liye- sms 'SET' to 12345
18. Night local sms call packs ke liye- *369#
19. Idea value added service chalu/bandh karane ke liye- *123# or *147#
20. DND service chalu karaane ke liye- sms 'START' to 1909
21. Dosto ke mobile pe balance bhejane ke liye- *567*<dost ka number><space><amount># 22.Vapraash ki benefits ko dekhane ke liye- *167*3#
23. Loan benefit dekhane ke liye-*167*4#

► Vodafone◄
1. Balance check karne ke liye-*111*2# or *141#
2. Gprs in ternet balnce dekhane ke liye- *111*6*2#
3. Free minutes check karne ke liye-*156#
4. Validity check karane ke liye- *146#  
5. Mobile number ke saath main balance dekhne ke liye-*111*2#
6. Vodafone alert ke liye-*123#
7. Best fit offers ke liye-*121#
8. 3g data card balance dekhne ke liye-*111*5*2#
9. Friends ko balance bhejane ke liye-131*<friends ka mo.number>#
10. Free sms balance dekhane ke liye-*157# 

 
► Telenor(uninor)◄
1. Telenor ka balance dekhane ke liye- *222*2# 
2. Khud number jaanane ke liye-*222*4#
3. Main balance aur validity ke liye-*363*4#
4. Talktime loan ke liye-*141#
5. Voucher card recharge karne ke liye-*222*7*coupon code#  
6. Uninor tall free number- 121 
7. Complaint ke liye- 198
8. Unlimited facebook pack Rs.1 for 1 din ke liye-*555*101#
9. Unlimited facebook pack Rs.5 for 7 dino ke liye-*555*102# 
10.Unlimited whatsapp 7 dino ke liye  Rs. 5 me-*555*202# 

► Tata docomo◄
1. Khud ka number dekhane ke liye- *1# or *580#
2. Customer care-121
3. Validity dekhane ke liye-*191*3#
4. Special offers ke liye-*191*9*8#
5. Check balance-*111#
6. DND service start karane ke liye- 1909
7. ILD packs ke liye-*141*3#

► Bsnl◄
1. Balance or validity ke liye-*123#
2. Gprs balance dekhane ke liye- *123*10#
3. Video call balance dekhane ke liye- *123*9#
4. Sms balance dekhane ke liye- *125#
5. Data balance dekhane ke liye-*234#
6. Unlimited data aur sms balance jaanane ke liye- *124*2#
7. Aakhri call ki details- *102#
8. Local aur std call balance- *123*9#

► Aircel◄
1. Balance and validity ke liye- *125# or *127# 
2. Balance transfer ke liye- *122*666#
3. Gprs balance dekhane ke liye- *126*1# or *126*4# 
4. Imis number dekhane ke liye- *222#
5. Sms balance or validity ekhane ke liye-*126*2#
6. Dnd chalu karaane ke liye- 121 7. Khud ka number jaanane ke liye- *1# or *131#
8. 3G start karaane ke liye- sms 'START 3G' to 121 9. Customer care- 121
10. Missed call alert ke liye- sms 'MCA R' to 57999
11. coupon recharge- *124*<16 digit pin>#

► Airtel◄
1.Gprs activate/deactivate karvaane ke liye- *567#
2. Hello tunes- *678#
3. Local national sms pack ke liye-*777#
4. Missed call alert ke liye- *888# 
5. Khud ka number jaanane ke liye-*282#
6. Call ke doraan background music-543214
7. 2G data balance jaanane ke liye- *123*10#
8. 3G data balance jaanane ke liye- *123*11#
9. Local or std sms balance jaanane ke liye- *123*7#
10. Airtel live- *321#
11. Local airtel to airtel night minutes balance-*123*6#
12. Special 5- *222#
13. Activate/deactivate DND- 1909

► Reliance◄
1. Check main  balance-*367#
2. Gpras balance-*333*1*3#
3. Sms balance-*367*2#
4. Local call minutes check karane ke liye-*367*2#
5. Activate callertune-*333*3*1*1#
6. Apna number jaanane ke liye- *1#
7. Coupon recharge karane ke liye- *368#
8. Customer care- *333 
USSD code.
daya bhabhi ne shadi karli? daya bhabhi Taarak Mehta Ka Ooltah Chashmah drama india ke no.1 comedy and social drama ki abhinetri he aur unhone filmo me bhi kaam kara he.

1 comment: