Blog ki Traffic boost karne ke no.1 secrets in hindi-get unlimited web traffic-100% Guaranteed

web traffic
web traffic

Aaj me aapko dikhaunga ki Traffic boost kese karte he aur ye tarika jiske pass 25-50 articles he uske liye he. traffic boost karne ke liye title main chij he. title me hi agar aap dhyaan nahi rakhoge to fir web traffic jitana target kiya he utana nahi milega bhale hi aapne article kitana bhi achha kyu na likha ho. so,title likhate samay aapko in baato ko focus karna bahut jaruri he. aur post keyword strategy aap mere iss article me aapko dena chahunga.....[....]





Boost your blog traffic by Below 2 tips


Aapko shayad pata nahi he lekin 80% web traffic aapka title dekh kar aati he. title damdaar to banda pahelwaan.
to aaj me aapko yahi dikhana chahta hu. aapko traffic badhane ka sabse bada formula keyword he aur woh aapko google search console me se ye idea aapko milega.. kis tarah se ??? Aayiye dekhte he....


    1.Web Traffic boost karne ka sabse damdaar formula 


Aap shayad nahi jaanate lekin aap web traffic boost apne Google search console se kar sakte he. aapko shayad ye baat majaak lag rahi hogi. he na? lekin ye sach he. aapko sirf aapke blog ke liye jitane searches huve he un sab keyword ki history ko study karna he.
sabse pehle aapko Google Search Console me sign in karna he. (agar aapne google search console me apna blog submit nahi kiya he to abhi kare or Sitemap bhi add kare )
ab aap ke saamne ek option aayega usme se apni blog/website select kare or open kare.

web traffic
web traffic






Ab aap Search traffic>Search Analytics pe click kare

web traffic
web traffic




















Ab aap ko jo keywords dikh  rahe he un sab ko download karna he to sabse pehle niche cursor le jaaye aur apne saare keywords download karle.


web traffic
web traffic




















Ab aap jese hi file download ho jaave vese hi usme se jo keyword sabse jyada search and click huve he(top 10 keywords of your blog) woh dhundh ke note me likh le aur jese hi aap new article likhne jaaye vaha title me,image optimization,permalink,search description aur h1 and h2 heading me bhi issey use kare. aap chahe to aapke blog ke liye jitane keyword search huve he uss keywords me se bhi popular keyword choose kar sakte he. fir dekhe iska kamaal jo keyword already aapke blog me fit ho chuka he woh Google search me top pe rahega. aur 100% traffic boost hogi.
 





      2.Increase traffic by blogger social media secret tips


 Kya aap jaante he ki aap ke blog ke article ke niche jo social media buttons hote he ussey ignore karne ki aap jo bhul kar rahe he woh bilkul bhi thik nahi he jab tak aap social media pe share nahi karoge tab tak koi bhi nahi jaan paayega ki aapke article me he kya? aur jab tak visitors social media se nahi aayenge tab tak aapka article bhi search me nahi aa sakta. to sabse pehle aapke articles social media pe share karo.

 • Articles Strategy 

:- Ho sake to daily ek badhiya,clear,detailed aur helpful article post kare. and jab aapke 200 article ho jaaye tab 2 days me ek article post kare. next goal aapka ye he ki aapke 400 article ho jaaye tab aap 4 days me 1 article post kare aur ese hi 5-7 days me ek badhiya article apne audience ko de. aur jese hi aap article post kare vese hi niche diye gaye social media button se G+,Twitter,Facebook,Pinterest pe share jarur kare.
web traffic
web traffic




















Permalink me kabhi bhi a,an,the,is and are jese stop word use na kare. jissey search engine ignore karta ho.
                                              Ab aapko ek aur social media ki secret baat bataane ja raha hu. oopar jo screen short me  social media icons  dikhaye jaa rahe he woh icons se aap daily sharing start rakhe agar aapke 50-70 articles he to daily subah 3 aur raat ko 3 articles step by step share jarur kare.(Note:- baar baar ek hi article share na kare daily alag alag article choose kare share karne ke liye jissey aapke reader isko spam na maane. isiliye maine aapko pehle hi bataya tha ki ye strategy sirf 30-50 ya ussey jyada articles jis blogger ke pass he uske liye he)
                                                        Ek keyword google search console me se aur ek keyword Google Adword se total 2 keyword  ko title tag,image optimization,search description,permalink,h1 h2 heading me and last me use jarur kare
                             Aur apna article ke andar jo words he uss words me agar aapke dusare article se related koi word he to usme apne dusare article ki link jarur daale ussey aapke articles ek dusare se connected ho jaayenge.
      In sab baato ko dimaag me  lekar blogging karoge to aapki web traffic 100%  badhegi. aur woh bhi 15-20 dino me likh lena meri Guaranty he. ☺☺☺☺☺☺☺☺☺☺☺

wifi net-wifi modem ke liye basic knowledge-wifi modem ke liye kuch jaruri baatey

Agar aapko ye Article achha laga he to niche diye gaye G+,twitter,facebook and pinterest se share jarur kare !!!! aur agar koi savaal he to niche comment darj kare

1 comment:

  1. 📢Get free .com domain name and start your own website
    Free .com domain name

    🌍Use BacklinksIndexer and easily index backlinks on search engines

    👉 Use Minute Kit Traffic Booster
    they will send unique traffic on your website

    ReplyDelete