html marquee-aaj me aapko sikhaunga ki moving image url ke saath kese add kare?

html marquee
html marquee

html marquee-Hamne pichhali post me dekha ki moving text kese add karte he ab hum iss post me dekhenge moving image with link kese daal sakate he. moving text hamaare blog me chaar chaand laga deta he and visitors ko bhi ye focus hoga jissey unko bhi ye pasand aayega jissey visitors bhi badhenge. to ye sari html tips jaanana bahut jaruri hota he hamaare liye to aap ko me saari jaankari detail me dunga aap full article open karke saari tips learn kare aur jyada jaanane ke liye hamara daily updates jarur dekhe....[....]
 WWE wrestling news-delhi me indira gandhi stadium me match hoga-to jald hi ticket book karaaye

Requirement
Internet,pc,mind aur blogging knowledge hona jaruri he. iss duniya me koi bhi maa ke pet me se sikhake nahi aata he. koi bhi chij impossible nahi hoti aap chaho to impossible ko possible kar sakate ho isliye kehta hu ki koi bhi kaam karo dil se kaam karo. isme aap thoda bahut dhyaan lagayenge to i am sure 100% aap sikh jaayenge but aap sirf dhyaan se article read karo aur dekho aap sikh jaaoge.

 
Tutorial
Sabse pehle aap apna blogger account open kare aur login kare and then post me jaakar html pe click kare vaha pe aap ye code past kare


<marquee style="color: white;"><br /><a href="your link" target="_blank" ><img src="your image url" /></a></marquee>


ab yahape aapko "your link"  aur "your image url" ki jagah pe apne links daalane he

for example:- ye mera code he ab iska working dekho


<marquee style="color: white;"><br /><a href="http://www.mindedbro.com" target="_blank" ><img src="https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEjXqJJ6z7nG0EG2CMlVMNVbzgeggTqYnSFfEzkfkh0P_crA5s51XDtQd-edj6SAmzH0yVZeHFMwufC88onn2cuCkKApln5BqfQE5i86ocIPCjP9HGuGj4aQMcfqUp3KkXEEfYKTf3PIKpI6/s1600/html+marquee.jpg" /></a></marquee>




to aap ne dekha ki ye kis tarah se kaam karta he agar abhi bhi samajh na aaya ho to comment me apna savaal darj karke aap poochhh sakate he.html marquee
Tips for interview-How to success in job interview-Things to keep in mind during interview.


1 comment: