Click bombing prevention-Adsense me click bombing se kese bacha jaaye?-click bombing kya he?

Click Bombing Prevention
Click Bombing Prevention
Click Bombing Prevention- sabse pehle ap ye jaanale ki click bombing he kya? click bombing ka matlab he ki kisi visitor ka ek ads pe baar baar aur had se jyada click kar dena aur woh invalid clicks he jissey new bloggers ko ussey jyada pareshaani hoti he to me yaha aapko usake kuch simple solutions dena chahunga...[....]
free recipes how to cook brinjal pakoda salsa? best cooking tips for women. always new cooking tips

Click bombing aur invalid clicks kese hota he ?
Invalid clicks ye ek badi samsya he har ek bloggers ke liye agar aap adsense me partnership kar rahe he to aapke liye ye jaanana bahut jaruri he. kayi log ese hote he jo apne friends ke dhvara har roj click lagvaate he lekin ye galat he issey adsense aapka account ban kar dega ye sab invalid clicks he aur ye to rahi apne aap ki baat ab me jo baat karne jaa raha hu woh ye he ki kayi baar bahut jyada clicks aa jaati he yaani koi visitors ek ke baad ek lagataar tumhaari ads pe click laga deta he jissey apka account ban ho sakta he..

 
Apne account ko click bombing se kese bachaaye ?
Pehli baat to ye he ki sabse pehle kisi friends se click na karvaaye aur khud bhi click na kare woh sab invalid click he aur turant account banned ho jaata he. Apni lagi huvi clicks ko daily najar rakhey aur uski gatividhiyo par najar rakhe usake liye aap google analytics use kare jissey aapko aur bhi jaankari mil sakti he aur hamesha issey najar rakhane se aapko andaza ho jaayega ki kab invalid clicks lagi he jab aapko esa lage to turant google adsense ko contact kare. Invalid Clicks Contact Form


 agar koi savaal he to comment darj kare aur share karna na bhule !!!!



1 comment:

  1. http://www.mindedbro.com/2015/12/click-bombing-prevention.html

    ReplyDelete