Abdul Kalam The Legend-abdul kalam ka jeevan jeene ka tarika kya tha aur unki biography-Unhone jeevan me safalata kese paayi

Abdul Kalam The Legend
Abdul Kalam The Legend
Abdul Kalam The Legend-aaj hum jaanenge ki APJ abdul kalam kaun he aur unhone kya kiya he iss desh ke liye aur iss duniya ke liye. aur unka janm aur mrutyu kab huvi. abdul kalam ne apni jindagi kese gujaari aur unse humey kya sikhana chahiye......[...]

Online earning is now easy and you can earn income by blogging with google adsense

 Abdul kalam ka jivan 

Abdul kalam ka janm 15-10-1931 ke din tamilnadu(india) ke ramanad jilley ke rameswaram me huva tha aur mrutyu 27-7-2015 ke din sillong(meghalay) me huvi thi. kalam 2002 me bharat ke 11 ve president bane. unka poora name avul pakir jainulubdin tha. unka pooora jeevan simplicity me gujara he.prmukh swami unke guru the.unake jivan me unke pita ka prabhaav pada he. unhone St. Joseph's College , Madras Institute of Technology Tiruchirappalli me padhayi ki he.

 

Abdul kalam ke khitaab aur vigyaan

Abdul kalam ko padm bhusan,padmvibhusan aur bharat ratn jese khitaab diye gaye kull milakar unhone 19 award and samman jitey. woh ek vyagnanik aur lekhak bhi the.1982 me unhone rohini grah ko antrix me praxepit kiya tha. woh antarix vigyaan ke expert the aur usake alava kalamne bharat ki pramanu shakti bhi badhayi he.-Abdul Kalam The Legend


koi savaal he to comment darj kare aur share  jarur kare

how to write article? How to write a perfect article for your blog? increase your page rank.

1 comment: