wifi net-wifi modem ke liye basic knowledge-wifi modem ke liye kuch jaruri baatey

wifi net.
Wifi net

 Wifi net. Aaj humaari post aap wifi modem ki basic jaankaari haasil karenge. ummed he ki jo log log new modem le rahe he unke liye ye bahut faayade mand hoga. Wifi modem 4 pin hoti he jisme aap 4 pc connect kar sakate he.

► Usme 9 light hoti he jisme pehli light power dusari connection teesari net ki chothi wifi ki and paanchvi lock ki hoti he aur baaki ki chaar lights pc konsa conected he woh show karti he....[....]




►  Wifi modem ke pichhey do aur pin he jisame aapko ek power supply ke liye aur ek sidhe line se connect hoti he.

  Wifi modem ke pichhey 3 buttons hote he ek mps ke liye hota he ek wifi on off aur bich vala reset button he. aur in buttons ko 30 second dabaaye rakhana hota he tab iska working hota he. agar aapko reset karna he to aap ek pen leke us bich vaale reset button ke andar pen rakhe aur 30 second dabakar rakhe aapka modem reset ho jaayega.agar samjh na aaya ho to comment karke savaal poo6 sakte ho.

►Aage hum aapke liye wifi setting ki bhi post leke aayenge. wait and keep sharing. wifi net.

jaaniye lifi ke baare me(100 guna tej speed) what is Lifi


1 comment:

  1. http://www.mindedbro.com/2015/11/wifi-modem-ke-liye-basic-knowledge.html

    ReplyDelete