pay with paypal-paypal me visa debit card kese approve karvaya jaaye-in india

pay with paypal.
pay with paypal.

 Pay with paypal. Aaj ki post me hum aapko dikhana chaah rahe he ki hum log paypal me kis tarah se debit card approve kara sakate he.

► Aap sabhi jaanate he ki india me paypal to paypal fund bhejana possible nahi he hum directly card se bank through paypal me paisa bhej sakte he lekin usake liye paypal me card approve hona jaruri he lekin indian bank ke card approve nahi hote to hum ye batana chaahate he ki kon kon si bank india me supported he and aur bhi koi tip he jissey hum paypal se invest kar paaye ya fund send kar paaye.......[....]



► Aap ko iske liye bank of baroda,Aicici bank,axis bank aur sbi ka touch and tap card use kar sakte he aapko sirf approval ke liye visa debit use karna he aur in cards ke customer care me call karke sirf international transaction limit badhaani he.

► Aap ke pass dusara rasta he entropay ka virtual card  ussey bhi aap paypal me send money kar sakte he and invest kar sakte he.

► Ummed he aapko ye post samjh aa gayi he aur aage hum paypal ki problem and solution ke baare me aage bhi post karenge agar koi savaal he to comment kare. pay with paypal.


1 comment:

  1. http://www.mindedbro.com/2015/11/paypal-me-visamaster-card-kese-approve.html

    ReplyDelete