gmail security-gmail account ko suraxit kese banaaya jaaye aur ussey highly secure kese kare

GMAIL SECURITY
GMAIL SECURITY

Gmail security. Aapka main aadhar gmail he agar aapka gmail hi khatare me pad gaya to aapke jitane bhi acccounts jo ki gmail ke aadhaar pe he woh saare accounts se aapko haath dhona pad sakta he aur apni saari personal detail bhi khatare me aa jaayegi.

► So apna gmail account suraxit rakhe aur aapko kisi bhi kimat pe ye karna padega aur ye bahot jyada jaruri he.....[....]




► Apne gmail account me ek recovery gmail account add karle aur recovery phone number bhi add karle.

2-step verification enable karle aur ye recommended he.

► 2-step verification agar on kar liya to saara khatara hi tal jaayega aur aap jab bhi login karenge ek message aapke mobile number par aayega. jissey koi bhi aapke account ko access nahi kar paayega.

► To isi tarah aap apna gmail account suraxit kar paayenge. koi aur baate sikhani he gmail ki suraxa ke baare me to comment kare is post me.

► Must Share it !!!!!  gmail security.

No comments:

Post a Comment