photos online-blog/website me open karo Link or image ko alag tab me

learning html
learning html

photos online-hum aap ko yaha ye batana chahte he ki humaare pass agar koi blog ya website he to hume html editing sikhana bahut jaruri hota he. to hum yaha isike bare me kuch baate batana chahate he. hum yahaan batayenge ki hum image/photos online ko ya koi link ko alag tab me kis tarah se open kar sakte he.
me yaha aap ko blog me kis tarah se html coding ke jariye alag tab me open kar sakte he wo batana chahunga blog ke dhvara.

► Sabse pehle aap posts>edit me jaakar koi image upload karo......[....]

► Image upload karne ke baad aapko html me jaana he jahape image ka html code show hoga

►Agar aap image me koi link daalna chaahte he to    isme yoursite ki jagah par apna khud ka url add karna he. jisey image me khud ka website add ho jaaayega

► Aapka html image code kuch is tarah se hoga

► Ab aapko apne link ke bad me usme sirf target="_blank" add karna he

► To ab aapka html kuch is tarah se  hoga

► Ab aap apne blog/website me jab bhi iss image pe click karenge tab isme chhipi website new window me open hogi

►Enjoy...... agar koi savaal he to niche comment kare-photos online.

1 comment: