About Kite FestivalVese to Kite festival sirf kuch jagaho par hi manaya jaata tha lekin jese jese logo ne ussey dekha to bahut pasand kiya bharat me sabse jyada patang udaane ke shoqin he. vese baat koi bhi ho log sirf bahana dhundhate he patang udaane ka. khaaskar india ke bahaar ke desho me log har tyohaar par patang udaake apni khushi jaahir karte he. aur india me aur khaaskar gujarat me 14 January ko Uttrayan ke name se ghosit kiya gaya he ussi din sab log patang udaate he. vese 95% logo ko udaane se jyada pech karne me jyada maja aata he. aur vese bhi udaayenge to pech to honge hi.
Kite Festival kaha manaya jaata he
Kite festival ko alag alag jagah par alag alag naamo se jana jaata he jese ki,
Makar Sankranti: Goa, Odisha,Bihar,Haryana,Jharkhand, Andhra Pradesh,Chhattisgarh,Telangana, Karnataka, Kerala, Madhya Pradesh,Manipur, Rajasthan, Uttar Pradesh, Uttarakhand, Bihar, West Bengal,Maharashtraa and Sikkim.
aur tamilnadu me iss festival ko pongal bola jaata he,assam me bhogali bihu ke naam se jana jata he,gujarat me uttrayan ke name se jana jaata he,punjab,himachal pradesh aur haryana me maghi ke name se jana jaata he,kashmir valley me Shishur Saenkraat aur bihar aur uttar pradesh me khichadi
yahi nahi baahari desho me iss tyohaar ka bahut mahatv he jese ki,
Sri Lanka: Pongal, Uzhavar Thirunal
Myanmar: Thingyan
Thailand: Songkran
Cambodia: Moha Sangkran
Laos: Pi Ma Lao
Maithali, Newar :- Maghe Sankranti
and Nepal: Maghe Sankranti
Tharu people
Kite festival in india
Khaas baat :- aap patang udaaye lekin paxiyo(birds) ka bhi dhyaan rakhe aur tight dori kabhi bhi mat kharidiye aur byke leke kam hi ghume aur jab bhi ghume to byke aage steel ka taar jarur lagvaaye good bye

No comments:
Post a Comment