Abdul Kalam The Legend |
Abdul kalam ka jivan
Abdul kalam ka janm 15-10-1931 ke din tamilnadu(india) ke ramanad jilley ke rameswaram me huva tha aur mrutyu 27-7-2015 ke din sillong(meghalay) me huvi thi. kalam 2002 me bharat ke 11 ve president bane. unka poora name avul pakir jainulubdin tha. unka pooora jeevan simplicity me gujara he.prmukh swami unke guru the.unake jivan me unke pita ka prabhaav pada he. unhone St. Joseph's College , Madras Institute of Technology Tiruchirappalli me padhayi ki he.Abdul kalam ke khitaab aur vigyaan
Abdul kalam ko padm bhusan,padmvibhusan aur bharat ratn jese khitaab diye gaye kull milakar unhone 19 award and samman jitey. woh ek vyagnanik aur lekhak bhi the.1982 me unhone rohini grah ko antrix me praxepit kiya tha. woh antarix vigyaan ke expert the aur usake alava kalamne bharat ki pramanu shakti bhi badhayi he.-Abdul Kalam The Legendkoi savaal he to comment darj kare aur share jarur kare
http://www.mindedbro.com/2015/12/abdul-kalam-the-legend.html
ReplyDelete