Create your own blog |
Create your own blog-hum pehle aapko Blog kese banaaye woh bataya tha ab iske baare me thodi detail se batana chahunga.
► Aapne new blog >title and address daalke template select karke blog bana liya hoga and vaha pe words vaali post bhi rakhi hogi. ye sab mene pichhly baar bataya tha. abhi aapko sirf post me hi kaam karna he ab aap post pe jaaye.......[....]
► Aapne new post select kare aur vaha pe aap photos,videos upload kar sakte he and aap wirte kar sakte ho to ye sab basic he.. aapka main topic he html uske baare me baar baar different post rakhta hu aur aage bhi html se relative and gadget se relative bahut saari post add karunga me. abhi aap posting ke baare me jaan le aapke oopar jo menu baar he ussey aap words ko design de sakte ho pic and videos upload kar sakte ho.
► Aapke Right side me jo menu baar he usme labels,permalink and search description main topic he baaki bachey function ki aapko jarurat nahi he fir bhi me iske baare me post rakhunga.
► Labels ek bahut hi jaruri chij he Usme aap , (Ex. entertainment,movie,dance,flowers) is tarah se labels daal sakte he and bahaar aap labels show kara sakte he jissey koi bhi Visitor aapki post ko jald hi dhundh lega esa kahiye ki ek tarah se ye tag ki tarah kaam karta he. aur ye search engine se visitors ko bhi badha sakta he.
► Permalink automatically he lekin aap custom permalink add kar sakte he jissey aapki post ka man pasand permalink add hoga
► Search description daalke aap apne blog me search engine me Tarakki milegi aap usme manpasand words add kar sakte he. ye bahut jaruri he
► To is tarah se aap blog ke sidebar and menu bar sikh liya he agar fir bhi samajh na aaya ho to comment karke savaal kar sakate he.
► Share it!!! Create your own blog
No comments:
Post a Comment