Free me music website banake apne khud ke songs and videos upload and download kare-create own music website free

creat own music website free
how to create own music website free


Aaj jyadatar logo ko music website banane ki puri ichha hoti he sabhi ke man me ek hi savaal hota he ki how to create own music website free???. lekin music website banane me bahut kharcha ho jata he and management karne waale ko bhi paisha dena padta he iske liye hum ye tutorial lekar aaye he ki kis tarah se hum apni khud ka music and videos upload karke khud ki unique website bana sakte he aur usko awesome look de sakte aur in sab ke liye aapko ek payi bhi kharch karne ki jarurat nahi padegi.



  ►  Create own music website free    
Hum yaha par dekhnge ki kese hum puri ki puri website step by step create kar sakte he. aapko niche diye gaye 5 step ko follow karna he. that's it.
Step 1:- Blogger conection
Step 2:- Awesome Music template
Step 3:-Google site
Step 4:- Final tutorial


  ♪    1.Blogger Connection
Aap sabhi log ab blogger me master ban chuke honge sabhi ko malum he ki blogger manage kese kiya jata he bahut hi aasan hota he blogger me site manage karna agar fir bhi aapko blog banane me dikkat aa rahi he to aap ye do article visit karke blog banana sikhle:- 1. blog kese banaye 2.blog kese banaye step two




  ♫    2.Awesome music template
Apni music website ko unique and legit look dene ke liye aapko ek bahut hi jyada attractive template ki jarurat padegi aur ye templates aap ko free me mil jaayenge. ap mera example visit kare jo mene niche diya he. uss example me dekh payenge ki music website ka template kesa hona chahiye.

Example :- Dj-Gujarat

Aap chahe A to Z music download. ki website bana sakte he lekn uske liye aapko kadi mehnat ki jarurat padegi. aa meri www.dj-gujarat.blogspot.in dekh sakte he ye mene website sirf 30% hi banayi he taaki aap logo ko samjh aa sake ki music website kese bana sakte he agar me uss website ko pura karne me lag gaya to me MindedBro.com aur Sharmili.in pe dhyaan nahi de paaunga isliye mene usko sirf 30% hi create kara he taaki aapko ussey kuch idea mil jaaye. aap dekh sakte he ki mene Dj-gujarat me kesa look dene ki koshish ki he aur woh bhi free template daalkar and kuch coding karke. aap bhi ye kar sakte he.
                                                                                     Aap ko sirf niche di gayi websites se sirf kuch free templates download karne he jo bhi music template accha lage woh aap laga sakte he. aur aapko ye article bhi jarur padna chahiye taaki aapko pata chal jaaye ki music template kese upload kar sakte he. How to upload Template in blogger?

Download free music templates

Music template gallery 1

Music template gallery 2

Music template gallery 3

Ab aapko apni pasand ka template mil gaya hoga aur aapne usey upload bhi kar liye hoga ab next step follow kare



  ♪    3.Google site
Google site se aap apna sara material upload kar paaoge and uska aapko link bhi milega. ab niche dekhe ki kis tarah se aap mp3 aur video upload kar sakte ho.
 Sabse pehle aapko Google site open karna he. aur gmail id se login karne ke baad aapko Create par click karna he

creat own music website free

Ab aap  1:- template select kare , 2:-Site ka name likhe , 3:-Site ka link daale ,  4:-Security check kare aur 5:-Create button pe click kare

creat own music website free




Next me Aap ko page create karna he uske liye aapko oopar right side pe create new page ke icon pe click kare.


creat own music website free





 Next 1:-Apna page name daale , 2:-Web page option select kare , 3:- Usme aap put page at the top level option select kare and 4:-create button click kare

creat own music website free

Ab aap ka page create hokar ready ho chuka he apna page select kare aur add files button pe click kare aur ab aap apni mp3 or video file upload kar sakte he.

creat own music website free


Ab aapki site create ho gayi he usme aapke jo bhi mp3 and video upload karne he woh karle aap chahe to do page bana sakte he ek mp3 upload karne ke liye aur ek video upload karne ke liye is tarah se aap do part banakar yaad rakh sakte he. ab aap niche diya gaya detailed tutorial follow kare taaki aapko saari details pata chal jaaye.



     4.Final tutorial
Aapko jesa mene pehle step me dikhaya uss tarah se aapne blog create kar liya hoga. ab aap create kiye huve blog me jaaye ar vaha pe aap ek list banaye. agar aapko a to z song create karne he to a to z ki list banaye aur agar aap step by step create karna chahte he to uss tarah se bhi bana sakte he jese ki mujhe saans (jab tak hai jaan) song ko apne blog me add karna he to sabse pehle aap ye song ka name likhe aur usme uss song ki link add kare usko detail me samjhane ke liye aap niche screen short dekhe.

sabse pehle aap google site>your site>your page pe click kare aur jo bhi song upload kiya he uski link copy karle. link copy karne ke liye song ke right side pe download arrow button pe right click karle aur link copy karle
creat own music website free


Ab aap ne jo song upload kiya he uska name apne blog ki music list me likhana he. 1:-Apna song name select kare 2:-link pe click kare 3:-apni google site me se jo song ka name he us song ki download link past kare ya fir Ctrl+v dabaaye. that's it !!!!

creat own music website free

Aapke pass jo bhi song available he uss song ke name likhde aur google site me song upload karke uske links aapke songs name me add karte jana he. uss tarah se aap saare song upload kar sakte he. Aap is tarah se jitane chahe utane songs add karde aur fir jab bhi aap ke blog ka visitor aapki site pe aake song/video pe click karega tab automatically downloading start ho jaayega.
                                              Iss tarah se aap awesome design ke saath ek professional music website bana sakte he. agar aapko koi savaal he to aap hamse kuch bhi puch sakte he instant reply ke liye comment kare otherwise hum se call,email se bhi baat kar sakte he.

Agar aapko ye Article achha laga he to niche diye gaye G+,twitter,facebook and pinterest se share jarur kare !!!!  aur agar koi savaal he to niche comment darj kare.


ways to earn money online-how to earn money by YouTube ?-Monetize your video in youtube by google adsense

No comments:

Post a Comment