Remove navbar space and header space-aaj hum apko bateyenge ki navbar and uska header space kese remove kar sakate he ?

Remove navbar space and header space
Remove navbar space and header space
Remove navbar space and header space-Visitor jab bhi aayega to sabse pehle aapka header hi dekhega. lekin header me hi ek bada blank space hoga to visitors issey pasand nahi karenge ur oopar se aapka content bhi niche chala jaayega and loading me bhi dikkat hogi to ye navbar and space remove karna bahut jaruri hota he. issey aapki site bhi unique dikhegi and visitors bhi badhenge.....[....]

ussd code how can use ussd code in computer for checking balance,validity and mb-gb-kb data

How to remove navbar ?
Sabse pehle aapko navbar remove karna he to apna blogger account open kare aur fir apna blog select kare fir aapko layout me jana he uske baad aapko favicon ke niche navbar likha hoga usme edit pe click kare aur ab cursor niche ki aur ghumaaye vahape aapko off button pe check karna he aur fir save karna he. ab aapka navbar remove ho gaya he.

 
How to remove header space ?
Ab aap ko me do tarikey bataunga blank space remove karne ke liye. 1. remove by css code 2.remove by html code.
1.Remove space by css code:- sabse pehle aapko template me jana he aur vaha pe customize pe click karna he an advance pe click kijiye aur aakhri me add css pe click kare ab last me cursor le jaao aur niche wala code past karke apply blog pe click karo. aapka space remove ho gaya he.
    
               #navbar { height: 0px; visibility: hidden; display: none;}

vese iss code se aapka header space remove ho hi jaayega lekin agar kisisko dikkat aa rahi he to niche wala tutorial follow kare kyuki aur nahi to aur sahi aur nahi to aur sahi !!

2.Remove space by Html code:- ab ye tarika bhi ese hi kaam karega aapko Template me jaana he aur edit html pe click karna he. ab aapko Ctrl+f dabao jissey ek search box khulega search box me aapko </head> word dhundhana he. ab me aapko jo niche html code dunga woh code aapko </head> word ke aage past kar dena he aur fir save template par click karna he... done !- Remove navbar space and header space

             <style type='text/css'>
         
               .content-inner
                  {  
                margin-top: -40px !important; 
                    }
              </style>

agar koi savaal he to comment darj kare aur share jarur kare !!!

1 comment:

  1. http://www.mindedbro.com/2015/12/Remove-navbar-space-and-header-space.html

    ReplyDelete