Create your own blog-blog kese banaaya jaaye?- blog banane ki detail me jankari

create your own blog
create your own blog

 Create your own blog-Har aadmi ye chahta he ki khud ki website ( create your own blog ) ho taaki wh apni khayalaat apne platform pe rakh paaye aur Bahut se log blog banana nahi jaanate he isliye hum aaj batayenge ki blog kese banaya jaaye aur hum uski basic knowledge share karenge. google hame totally free ye sab kuch deta he.

► Sabse pehle aapko gmail account hona jaruri he agar nahi he to gmail pe apna account banale aur fir blogger pe jaaye and profile banale...[....]




► Abhi aapko new page open hoga usme se new blog pe click kare aur start blogging pe click karenge toh aap sidhe posting pe redirect ho jaayenge. ( create your own blog )


► Yaha aap kuch bhi likh sakte he aur aapki likhayi aapke blog me najar aayegi  agar aap html ke jaankaar he tab to bhaiya poocho hi mat aap website se bhi jyada sundar apna blog bana sakate ho lekin usake liye aapko html aana jaruri he.filhaal me html nahi batana chahta kyuki agar me abhi html ke baare me batane laga toh mujhe 3 blog bhi kam padenge to abhi aap blogging basic knowledge jaan le.

► Aapko likhayi karke publish karna he toh aapki likhayi apke blog me show hogi aap chaahe ooper menu bar me se image button select karke image bhi upload kar sakte he. iske baare me vistaar se jaankari aur labels,permalink,search description ke baare me aapko agli post me dunga.

► Filhaal aap isme samjh na aya he to comment karke savaal kar sakte he.

Share it !!! create your own blog

1 comment: